ye kya hua
chalte chalte achanak se ruk gaya hun main
jindagi ki is daud me kuchh tham sa gaya hun main
kya ho gayi aisi baat ki kuchh saham se gaya hun main
sab kuchh to thik hi tha, fir kya ho gayi gadbad
bhid me hotey huye bhi akela pad gaya main
bina soche samjhe sabse lad gaya main
kya ho gayi aisi baat ki saham sa gaya hun main
race me bhaagti duniya me tham sa gaya hun main
bheed bhadi duniya me akela pad gaya main
sabke paas hotey huye bhi akela pad gaya main
kya hui aisi gadbad, jiski mujhe na ho sake khabar
bhaagti jindagi me ek thahrao sa aa gaya
mann me anek vichharon ka bahao se aa gaya
aasmaan me jaise kaale baadlon ki chadar si chhaa gayi
main thahar gaya, bas ghadi aage badh gayi
mann ashaant, sharir shithil...
haay mujhko ye kya ho gaya
jindgai tune mujhe apna kaun sa roop dikhla diya
ki bhaagti jindagi me ek thahrao se aa gaya
main thahra raha ghadi aage badh gayi
mujhe pata hi na chala jamana aage badh gaya
mann me tatolta hun wo karan, jisne mujhe yun bana diya
apno ko begana, sabse anajana bana diya
zindagi...tune tune ye dikhaya roop ki
mujhko khudpe hi hansa diya.

Comments
Post a Comment