Bhavnaaon ki abhivyati
tumhari awaz sunna, tumse baat karna
achha lagta hai
tumse guftagu karna, tumhari taang khinchna
achha lagta hai
achhi lagti hai mujhe tumhari har baat
tumhara hasna, aur khilkhilana
chahta hun main, tum na chodo kabhi mera saath
chod de mujhe chahe ye sara jamana
tere pyaar me maine ye chaar panktiyaan likh raha hun
sabdon me apni bhavnaawon ko vyakt kar raha hun
tum sidha sacha jawab dogi ye asha kar raha hun
tumhare jawab ka betabi se intezaar kar raha hun
NOTE:last 2 lines can be replaced by
tum bhi kavita se jawab dogi ye asha kar raha hun

written in cab for you while going to office on 1Dec, 09...at 11:20am
and u d strange thing...just as i finished d poem, ur good morning message came :)
i felt rewarded by God :)

Comments
Post a Comment